Skip to product information
1 of 1

Madhumeh Ek Parichay

Madhumeh Ek Parichay

Regular price Rs. 250.00
Regular price Rs. 0.00 Sale price Rs. 250.00
Sale Sold out
Tax included.

ISBN: 9789371199636

Author: Anita Gaur

Publisher: V&S Publishers

Published Date: November 15, 2025

Aaj ke samay mein anuchit aur praduushit aahaar evam jeevan shailee ke karan kai beemariyaan, jaise Madhumeh, tezi se fail rahi hain. Bharat mein is rog se peedit logon ki sankhya duniya mein sabse adhik hai. Bahut se logon ko shuruaat mein iske lakshan pata nahin hote, aur rakt mein sharkara badhne par hi iski jaanakaari milti hai. Madhumeh Ek Parichayi? pustak madhumeh ke prakaar, kaaran, lakshan aur shareer par hone wale prabhavon ke saath rog ki pahachaan aur rakt pareekshan ki jaankari deti hai. Yah pustak pathakon ko madhumeh niyantrit rakhne, rog ke prabhav se bachne aur apni sehat banaaye rakhne mein upyogi tips aur jaankari pradan karti hai. Diabetes ek chronic rog hai, jo niyantrit kiya ja sakta hai, lekin jeevan bhar sath rehta hai.

SKU: 9789371199636_1

View full details