1
/
of
1
Nibandh Mala
Nibandh Mala
Regular price
Rs. 295.00
Regular price
Rs. 0.00
Sale price
Rs. 295.00
Unit price
/
per
Tax included.
ISBN: 9789371190886
Author: V&S Editorial Board
Publisher: V&S Publishers
Published Date: November 15, 2025
Couldn't load pickup availability
Nibandh Maala Pustak sabhi vargon ke chhatra-chhatraon evam anek pratiyogee pareeksha ke abhyarthiyon ke liye taiyaar ki gayi hai. Nibandh Maala unke liye bhi ek aadarsh pustak hai jinhein rachnatmak nibandh lekhan ki kala seekhne mein vishesh ruchi hai. Is pustak mein sabhi prakaar ke nibandh diye gaye hain, jinmein saahitya, samaaj, vidyarthi jeevan, jeevan mulya, aatmakatha, drishyavarnan saahitya, sandeeshgarbhit, raajneeti, gyaan-vigyaan, tyohaar, traasadi aur mahaan vyaktitv par aadharit nibandh shaamil hain. Sabhi nibandh aadhunikatam jankari evam naye vichardhaaron se paripurn hain.
Nibandh ki kala ke nirantar abhyas se lekhan mein paripakvata aati hai. Isliye chhatron ko salaah hai ki ve nibandh padhkar iska avashya abhyas karein. Prastut pustak mein is baat ka vishesh dhyaan rakha gaya hai ki nibandh ki bhaasha-shailee saral, sahaj evam bodhgamya ho.
SKU: 9789371190886_2
Share



